RoCkStAr \m/

Tum logon ki, iss duniya mein
Har kadam pe, insaan galat
 Main sahi samaj ke jo bhi kahoon
 Tum kehte ho galat, main galat hoon phir kaun sahi (phir kaun sahi)
Marzi se jeene ki bhi main Kya tum sabko main arzi doon

Matlab ki tum sabka mujhpe
 Mujhse bhi zyada haq hai
 Saadda haq, aithe rakh Saadda haq, aithe rakh - 8 times Na na na ..

 Saadda haq, aithe rakh - 4 times
 Hey inn gadaaron mein ya udhaaron mein Tum mere jeenay ki aadat ka kyun gott rahe dum
 Besaleeqa main, uss gali ka main Na jis mein haya, na jis mein sharam
Mann bole ke ras mein jeenay ka harjaana duniya dushman Sab begaana inhe aag lagaana Mann bole mann bole, mann se jeena ya marr jaana
 Saadda haq, aithe rakh - 8 times Na na na ..

 O eco-friendly, nature ke rakshak, main bhi hoon nature
Rivaazon se, samaajhon se kyon
Tu kaate mujhe, kyun baante mujhse iss tarah

Kyun sach ka sabak sikhaaye, jab sach sunn bhi na paaye
 Sach koi bole toh tu niyam kanoon bataaye
Tera darr, tera pyaar, teri waah, tu hi rakh (rakh saale)
 Saadda haq, aithe rakh - 4 times Aithe aithe rakh Saadda haq, aithe rakh - 8 times

Comments

Popular Posts